Header Ads

PropellerAds

Satellite Internet 🛰Connecting Everyone on Earth...



Namaskaar Dosto, is video mein maine aapse Satellite Internet ke baare mein baat ki hai, Satellite Internet ke kaafi saate benefits hai aur aage chalke hum iski madad se poori duniye mein Broadband Internet provide kar sakte hai. Waise toh hum kaafi time se Satellite Internet ko use kar rahe hai but abhi isme bahut limitations hai aur mainly hum Internet ko undersea cables ki madad se hi use karte hai, but future mein Satellite internet kaafi improve hone waala hai jaha pe SapceX ne plan kiya hai total 4425 satellites ki madad se poori duniya ko coverage provide karne ka. Mujhe umeed hai ki aapko Satellite Internet ke baare mein yeh video pasand aayegi.




satellite, Satellite Internet, satellites, viasat-2, Via, sat, internet, wifi, planes, airplanes, how satellites work, technology, broadband, stream, streaming, viasat, coverage, satellite internet, what is satellite internet, dnews, education, educational, discovery news, C-Space, how it works, Internet cables, SpaceX, jio, Airtel, Project Loon, Technicalguruji, technical guruji, Gaurav Chaudhary, Facebook, satellite Technology, ISRO

No comments

Powered by Blogger.